SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaliyo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaliyo"
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
tum na murjhaa.o to kaliyo kal bataa denaa use
kuchh samajh kar kho.ii kho.ii hai sabaa mere liye
Salam Machhli shahri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaliyo"
Ghazal
naa-shagufta kaliyo.n me.n shauq hai tabassum kaa
baar sah nahii.n saktii.n der tak talaatum kaa
Fareed Javed
Kulliyat
chaliyo sa.nbhal ke sab ye shahiidaan-e-ishq hai.n
teraa guzaar taaki kisuu na.ash par na ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
gul bikhar jaa.e.nge sumbul kii tarah gulshan me.n
tez mat chaliyo nasiim-e-chamanii KHuub nahii.n
Chandu Lal Bahadur Shadan
Ghazal
sham.a jalaane aa.e hai.n aaj vo merii qabr par
chaliyo KHudaa ke vaaste baad-e-sabaa alag alag
Nawab Sadr Mahal Sadr
Ghazal
muskuraanaa hai jo gulzaar kii dil-kash kaliyo
lab-e-jaanaa.n se tabassum kii adaa le jaa.o
Shayar Fatehpuri
Ghazal
zahr-havaa.e.n purvaa ra.ngo.n me.n chaltii hai.n
saada kaliyo un ke liye gulnaar na honaa
Gulzar Vafa Chaudhari
Ghazal
tariiq-e-ishq me.n har-gaam hai andesha-e-Gam
sa.nbhal chaliyo aziyyat-naak KHaak u.Dtii rahegii
Kamran Nafees
Ghazal
rahii na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhii
to kis umiid pe kahiye ki aarzuu kyaa hai














