SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-o-besh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kam-o-besh"
Ghazal
inkaar ke pahluu me.n hai inkaar kam-o-besh
diivaar ke aage bhii hai diivaar kam-o-besh
Mannan Qdeer Mannan
Nazm
hisab-e-kam-o-besh
yaa hisaab-e-kam-o-besh aaj baraabar kar de
yaa mirii ruuh mire jism se baahar kar de
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
Sahar Ansari
Ghazal
paa.nv kii fikr na kar baar-e-kam-o-besh utaar
asl zanjiir to saamaan-e-safar hai saa.ii.n
Irfan Siddiqi
Sher
is dil ko kisii dast-e-adaa-sanj me.n rakhnaa
mumkin hai ye miizaan-e-kam-o-besh jalaa de
Afzal Ahmad Syed
PAGE MATCHES FOR "kam-o-besh"
BOOKS MATCHES FOR "kam-o-besh"
MORE MATCHES FOR "kam-o-besh"
Ghazal
ishq ehsaas-o-kam-o-besh kaa paaband nahii.n
jab havas ho to Gam-e-suud-o-ziyaa.n hotaa hai
Syed Anjum Jafri
Nazm
band kamra
ukh.Dii safedii pe siilan ke dhabbe
kam-o-besh nazro.n se poshiida hai.n
Zahida Zaidi
Ghazal
hai.n kisii jalve kii aa.nkhe.n mushtaaq
kuchh kam-o-besh ye Gaflat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
gar aish mayassar ho to kar liije kam-o-besh
sab vaqt baraabar na rahaa hai na rahegaa
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
kisii ke saath kam-o-besh kaa amal na karo
nazar ke saamne miizaan ham bhii rakhte hai.n
Yas Chandpuri
Ghazal
ahkaam yahaa.n dil ke hii chalte hai.n kam-o-besh
ye ishq hai is kii ko.ii kaabiina nahii.n hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
Gam hote rahe dil me.n kam-o-besh va-lekin
besh aur tarah ke hu.e kam aur tarah ke