SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-o-besh"
Ghazal MATCHES FOR "kam-o-besh"
Ghazal
inkaar ke pahluu me.n hai inkaar kam-o-besh
diivaar ke aage bhii hai diivaar kam-o-besh
Mannan Qdeer Mannan
Ghazal
Sahar Ansari
Ghazal
paa.nv kii fikr na kar baar-e-kam-o-besh utaar
asl zanjiir to saamaan-e-safar hai saa.ii.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
ishq ehsaas-o-kam-o-besh kaa paaband nahii.n
jab havas ho to Gam-e-suud-o-ziyaa.n hotaa hai
Syed Anjum Jafri
Ghazal
hai.n kisii jalve kii aa.nkhe.n mushtaaq
kuchh kam-o-besh ye Gaflat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
gar aish mayassar ho to kar liije kam-o-besh
sab vaqt baraabar na rahaa hai na rahegaa
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
kisii ke saath kam-o-besh kaa amal na karo
nazar ke saamne miizaan ham bhii rakhte hai.n
Yas Chandpuri
Ghazal
ahkaam yahaa.n dil ke hii chalte hai.n kam-o-besh
ye ishq hai is kii ko.ii kaabiina nahii.n hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
Gam hote rahe dil me.n kam-o-besh va-lekin
besh aur tarah ke hu.e kam aur tarah ke
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
me.aar ke na mujh ko kam-o-besh me.n parakh
tujh ko agar qubuul huu.n saare kii baat kar
Saleem Figar
Ghazal
kab sham.a tere husn ke sho.ale ke ruu-ba-ruu
mahfil me.n kar sake kam-o-besh-e-ziyaa se bahs
Waliullah Muhib
Ghazal
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na the
kaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
mai-kasho.n ko na kabhii fikr-e-kam-o-besh rahii
aise logo.n kii tabii'at bhii Ganii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa