SEARCH RESULTS
Showing search results for "kankii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kankii"
Ghazal
chaman me.n dahr ke har gul hai kaan kii suurat
har ek Guncha hai us me.n zabaan kii suurat
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
sar diije raah-e-ishq me.n par mu.nh na mo.Diye
patthar kii sii lakiir hai ye koh-kan kii baat
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
kin kin kii aatmaa.e.n pahaa.Do.n me.n qaid hai.n
aavaaz do to bajte hai.n patthar ke daf yahaa.n
Javed Nasir
Ghazal
muddat se terii chaah-e-zaqan me.n Gariiq huu.n
billaah mujh ko yuusuf-e-kan.aan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
be-tarah bojh se jhumko.n ke jhuke pa.Dte hai.n
kiijo allaah tuu un jhumko.n kii aur kaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "kankii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kankii"
Ghazal
'zahiir' dil kii jagah sar pe choT khaa na sake
chale the tesha-ba-kaf ham bhii koh-kan kii tarah
Zaheer Kashmiri
Ghazal
gauhar-e-ashk kuu.n hai halqa-ba-goshii kaa KHayaal
gar lage haat tire kaan kii baalii ai shoKH
Siraj Aurangabadi
Ghazal
hamaare jazba-e-kaamil kaa puuchhte kyaa ho
hazaaro.n sang taraashe hai.n koh-kan kii tarah
Wahid Premi
Ghazal
kaan kii lau tirii zulfo.n me.n nahii.n
hai charaaG-e-tah-e-daamaan-e-balaa
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
tamaam naam hii naamo.n se milte-julte the
tumhaare naam se mujh kaan kii tasallii hu.ii
Waseem Tashif
Ghazal
terii TuuTii hu.ii paazeb ke ghu.nghruu taare
daaman-e-shab se tire kaan kii baalii niklii
Aslam Badar
Ghazal
rahmat bhii tirii shaayad kuchh kaan kii uu.nchii hai
insaaf bhii teraa kuchh andhaa nazar aataa hai

