SEARCH RESULTS
Showing search results for "karamat ali karamat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "karamat ali karamat"
Sher
ko.ii zamiin hai to ko.ii aasmaan hai
har shaKHs apnii zaat me.n ik daastaan hai
Karamat Ali Karamat
Sher
haathii ke ka.ii daa.nt chabaane ke liye hai.n
kuchh daa.nt magar sirf dikhaane ke liye hai.n
Karamat Ali Karamat
MORE MATCHES FOR "karamat ali karamat"
Ghazal
karaamat us se jo puuchhuu.n ki zindagii kyaa hai
javaab dene ke badle hubaab maa.nge hai
Karamat Ali Karamat
Sher
ye apne hii kirdaar kaa hai natiija
jo rab kii taraf se ye ham par Gazab hai
Karamat Ali Karamat
Sher
hamesha aag ke dariyaa me.n ishq kyuu.n utre
kabhii to husn ko Garq-e-azaab honaa thaa
Karamat Ali Karamat
Sher
manzil pe bhii pahu.nch ke mayassar nahii.n sakuu.n
majbuur is qadar hai.n shu.uur-e-safar se ham
Karamat Ali Karamat
Ghazal
narm-o-naazuk thaa 'karaamat' tire shero.n kaa mizaaj
vaqt pa.Dne pe magar sho.ala-bayaanii likkhii