SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashish-e-mauja-e-raftaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kashish-e-mauja-e-raftaar"
Ghazal
ham se kashish-e-mauja-e-raftaar na puuchho
ham ahl-e-mohabbat to giraftaar-e-zamii.n hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
KHiraam-e-mauja-e-baad-e-sabaa se miltii rahe
tirii KHabar mujhe abr-e-rasaa se miltii rahe
Saima Zaidi
Ghazal
ai mauja-e-saraab tuu phaa.nkegii kitnii KHaak
mujh ko Dubone ke liye chhaanegii kitnii KHaak
Shafaq Sopori
Ghazal
saliib-e-mauja-e-aab-e-havaa pe likkhaa huu.n
azal se taa-ba-abad harf harf bikhraa huu.n
Farooque Muztar
PAGE MATCHES FOR "kashish-e-mauja-e-raftaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kashish-e-mauja-e-raftaar"
Ghazal
mauja-e-reg-e-ravaan-e-Gam me.n bah ke dekhnaa
muflisii me.n dosto.n ke saath rah ke dekhnaa
Sardar Saleem
Ghazal
na hogaa yak-bayaabaa.n maa.ndgii se zauq kam meraa
habaab-e-mauja-e-raftaar hai naqsh-e-qadam meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
mauja-e-KHuun-e-pareshaan kahaa.n jaataa hai
mujh se aage miraa tuufaan kahaa.n jaataa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
mauja-e-KHuun-e-pareshaan kahaa.n jaataa hai
mujh se aage miraa tuufaan kahaa.n jaataa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
mauja-e-umr-e-gurezaa.n kii ravaanii jaisaa
aa.nkh me.n kuchh to hai Thahre hu.e paanii jaisaa
Saima Zaidi
Ghazal
ghar aa.e saare din kii thakan le ke ai 'kashish'
bachcho.n ko dekhte hii na.ii taazgii milii
Kashish Sandelvi
Ghazal
raah-e-haq me.n jo har ik chiiz luTaataa hai 'kashish'
us kii jholii ko KHudaa Gaib se bhar detaa hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
'kashish' ke sar pe thaa jab vaaldain kaa saaya
kabhii bhii un kii du'aa be-asar nahii.n aa.ii
Kashish Sandelvi
Ghazal
sunaa hai qissa-e-Gam jis ne royaa hai paiham
'ajiib dard 'kashish' terii daastaan me.n hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
zaalim ne soch kar ye zabaa.n kaaT dii 'kashish'
mazluum kii zabaa.n pe na aah-o-fuGaa.n rahe