SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasrat-e-girya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasrat-e-girya"
Ghazal
mai.n vo huu.n aap jo ho apnii tabaahii kaa sabab
kar ga.ii kasrat-e-girya mirii Garqaab mujhe
Talib Baghpati
Ghazal
chashm-o-abruu ke liye ashk hai.n saaz-o-naGma
meraa girya mirii aa.nkho.n kaa Gazal-KHvaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tai ho chukii.n shikast-e-tamannaa kii manzile.n
ab is ke baad girya-e-be-iKHtiyaar hai
Aal-e-Raza Raza
MORE MATCHES FOR "kasrat-e-girya"
Ghazal
aah ai kasrat-e-daaG-e-Gam-e-KHuubaa.n ki mudaam
safha-e-siina pur-az-jalva-e-taa.uusii hai
Meer Qamruddin Mannat
Nazm
lazzat-e-irfan
kasrat-e-iin-o-aa.n me.n vahdat-e-dost
kunj-e-naayaab kii faraavaanii
Ze Khe Sheen
Ghazal
ye kasrat-e-aazaar-o-Gam-o-ra.nj kahaa.n tak
ai shaam shab-e-hijr-e-sahar bhii hai ko.ii chiiz
Nooh Narvi
Sher
aaj kal jo kasrat-e-shoriidgaan-e-ishq hai
roz hote jaate hai.n haddaad naukar saik.Do.n
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Dartaa huu.n 'sabaa' kasrat-e-baaraan-e-karam se
dil ret kaa ghar hai kahii.n sailaab na aa.e
Saba Ikram
Ghazal
kasrat-e-ranj-o-alam sun ke ye ilzaam milaa
itne se dil me.n hai itno.n kii samaa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
abas hai kasrat-e-kaar-e-junuu.n bhii aise me.n
aziizo chaak-e-garebaa.n siyo hu.aa so hu.aa