SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasrat-e-ranj-o-alam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasrat-e-ranj-o-alam"
Ghazal
kasrat-e-ranj-o-alam yaas-o-tamanna kaa hujuum
kitne hangaamo.n kii mehmaa.n mirii tanhaa.ii hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
kasrat-e-ranj-o-alam sun ke ye ilzaam milaa
itne se dil me.n hai itno.n kii samaa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
'baaqar' nishaan-e-Gam-o-ranj-o-alam to ho
chho.Do kuchh aur baat karo dard kam to ho
Sajjad Baqar Rizvi
PAGE MATCHES FOR "kasrat-e-ranj-o-alam"
MORE MATCHES FOR "kasrat-e-ranj-o-alam"
Ghazal
shiddat-e-ranj-o-alam meraa muqaddar Thahrii
shaam-e-Gam haa.e sitam meraa muqaddar Thahrii
Sana Aslam Khan
Nazm
imtihan
hujuum-e-ra.nj-o-alam
ka.ii paikaro.n me.n Dhal kar chahaar jaanib pe chhaa rahaa hai
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
aatish-e-ranj-o-alam sail-e-balaa saamne hai
paikar-e-KHaak me.n hone kii sazaa saamne hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
maatam-e-ranj-o-alam Gam hai.n baham chaaro.n ek
sitam-o-jaur-jafaa naaz-o-sanam chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
hujuum-e-ranj-o-alam hai ye niim-jaa.n ke liye
jafaa vo karte hai.n 'aashiq pe imtihaa.n ke liye
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Ram Parshad Sharda
Ghazal
chehre pe huzn-o-ranj-o-alam ke nishaa.n na the
ham ro rahe the aa.nkh se aa.nsuu ravaa.n na the
Zia Karnatki
Ghazal
dil me.n hai Gam-o-ranj-o-alam hirs-o-havaa band
duniyaa me.n muKHammas kaa hamaare na khulaa band


