SEARCH RESULTS
Showing search results for "kato.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kato.n"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Mazahiya
ye kutto.n gadho.n aur KHachchar kii duniyaa
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Ahmad Alvi
Mazahiya
bhaa.iyo! gurda-kaTo.n se hoshiyaar o hoshiyaar
is taraqqii kii badaulat vo zamaane aa.e.nge
Saghar Khayyami
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kato.n"
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Khusrau
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
''adab adab kutte tire kaan kaaTuu.n
'zaryuun' ke byaah ke naan baaTuu.n''
Jaun Eliya
Geet
Sahir Ludhianvi
Sher
ab udaas phirte ho sardiyo.n kii shaamo.n me.n
is tarah to hotaa hai is tarah ke kaamo.n me.n