SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaana-aabaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khaana-aabaa.n"
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
aalam me.n husn teraa mash.huur jaante hai.n
arz o samaa kaa us ko ham nuur jaante hai.n
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
kis roz ilaahii vo miraa yaar milegaa
aisaa bhii kabhii hogaa ki dildaar milegaa
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
mehrbaa.n paate nahii.n tere ta.ii.n yak aan ham
phir bhalaa dil ke nikaale.n kis tarah armaan ham
Sher Mohammad Khan Iman
MORE MATCHES FOR "khaana-aabaa.n"
Ghazal
pahu.nchaa hai aaj qais kaa yaa.n silsila mujhe
ja.ngal kii raas kyuu.n na ho aab-o-havaa mujhe
Sher Mohammad Khan Iman
Sher
Waliullah Muhib
Ghazal
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
dil ke aa.iine me.n nit jalva-kunaa.n rahtaa hai
ham ne dekhaa hai tuu ai shoKH jahaa.n rahtaa hai
Sher Mohammad Khan Iman
Sher
gunjaa.ish-e-do-shaah nahii.n ek mulk me.n
vahdaaniyat ke haq kii yahii bas daliil hai
Sher Mohammad Khan Iman
Sher
kyuu.n ujaa.Daa zaahido but-KHaana-e-aabaad ko
masjide.n kaafii na hotii.n kyaa KHudaa kii yaad ko
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
qissa to zulf-e-yaar kaa tuul o taviil hai
kyuu.nkar adaa ho umr kaa rishta qaliil hai
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
diyat is qaatil-e-be-rahm se kyaa liijiyegaa
apnii hii aa.nkho.n se ab KHuun bahaa liijiyegaa