SEARCH RESULTS
Showing search results for "khawar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khawar"
Sher
yaa to jo naa-fahm hai.n vo bolte hai.n in dino.n
yaa jinhe.n KHaamosh rahne kii sazaa ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Sher
hazaar rang me.n mumkin hai dard kaa iz.haar
tire firaaq me.n marnaa hii kyaa zaruurii hai
Shuja Khaavar
Sher
aap idhar aa.e udhar diin aur iimaan ga.e
iid kaa chaa.nd nazar aayaa to ramzaan ga.e
Shuja Khaavar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khawar"
Ghazal
dost kaa ghar aur dushman kaa pata ma.aluum hai
zindagii ham ko tiraa ye silsila ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Ghazal
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
us ko na KHayaal aa.e to ham mu.nh se kahe.n kyaa
vo bhii to mile ham se hamii.n us se mile.n kyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
Shuja Khaavar
Sher
be-aarzuu bhii KHush hai.n zamaane me.n baaz log
yaa.n aarzuu ke saath bhii jiinaa haraam hai









