SEARCH RESULTS
Showing search results for "khawar"
Ghazal MATCHES FOR "khawar"
Ghazal
dost kaa ghar aur dushman kaa pata ma.aluum hai
zindagii ham ko tiraa ye silsila ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Ghazal
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
us ko na KHayaal aa.e to ham mu.nh se kahe.n kyaa
vo bhii to mile ham se hamii.n us se mile.n kyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHudaa ne chaahaa to sab intizaam kar de.nge
Gazal pe aa.e to matla' me.n kaam kar de.nge
Shuja Khaavar
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
sardii bhii KHatm ho ga.ii barsaat bhii ga.ii
aur is ke saath garmi-e-jazbaat bhii ga.ii
Shuja Khaavar
Ghazal
haath phailaa.e hu.e shaam jahaa.n aa.egii
band hotaa hu.aa darvaaza-e-KHaavar hogaa
Ahmad Zafar
Ghazal
a.Degaa KHud to laa.egaa KHabar saat aasmaano.n kii
u.Daayaa to parinda chhat ke uupar baiTh jaa.egaa
Shuja Khaavar
Ghazal
haalaat na badle.n to isii baat pe ronaa
badle.n to badalte hu.e haalaat pe ronaa
Shuja Khaavar
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
us bevafaa kaa shahr hai aur vaqt-e-shaam hai
aise me.n aarzuu ba.Dii himmat kaa kaam hai
Shuja Khaavar
Ghazal
tuu ne to apnii sii karnii thii so kar lii 'KHaavar'
mas.ala ye hai ki ham us kaa gilaa kis se kare.n
Ayub Khawar
Ghazal
dariyaa-e-shab se paar utarnaa muhaal thaa
TuuTaa hu.aa safiina-e-KHaavar milaa mujhe
Fawad Ahmad
Ghazal
baahar se ko.ii aaj to 'KHaavar' ko pukaare
kamre me.n bahut roz se vo band pa.Daa hai