SEARCH RESULTS
Showing search results for "khirad-mand"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khirad-mand"
Ghazal
vo KHirad-mand ye behosh vo saudaa.ii hai
jaise duniyaa tirii chaukhaT pe simaT aa.ii hai
Rais-Us-Shakri
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mard-e-KHirad
मर्द-ए-ख़िरद مَردِ خِرَد
دانا آدمی ، ذہین شخص ، حکیم ، فلسفی ۔
mard baayad ki giirad andar gosh, az navisht ast pand bar diivaar
मर्द बायद कि गीरद अंदर गोश, अज़ नविश्त अस्त पंद बर दीवार مَرد بایَد کہ گِیرَد اَندَر گوش، اَز نَوِشت اَست پَند بَر دِیوار
(فارسی کہاوت اُردو میں مستعمل) آدمی کو چاہیے کہ نصیحت سن لے چاہے دیوار پر لکھی ہو ، یعنی اچھی بات جس طرح بھی معلوم ہو اور جس سے بھی معلوم ہو اسے یاد رکھنا چاہیے اور اس پر عمل کرنا چاہیے
MORE MATCHES FOR "khirad-mand"
Ghazal
Nami Ansari
Ghazal
apnaa diivaana banaayaa mujhe hotaa tuu ne
kyuu.n KHirad-mand banaayaa na banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sab KHirad-mand bane phirte the maashaa-allaah
bas tire shahr me.n ik saahib-e-vahshat ham the
Aitbar Sajid
Nazm
fasana-e-ibrat
jo ta.aliim detaa hai ja.ng-o-jadal kii
vo hai intihaa.ii KHirad-mand-o-daanaa
Ahmaq Phaphoondvi
Ghazal
vo KHirad-mand vo baa-hosh 'vahiid' aaj kahaa.n
milne vaalo.n se kabhii tum ne ye puuchhaa hotaa
Waheed Akhtar
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Sher
ai KHirad-mando mubaarak ho tumhe.n farzaangii
ham ho.n aur sahraa ho aur hairat ho aur diivaangii
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
hai KHirad-mandii yahii baa-hosh diivaana rahe
hai vahii apnaa ki jo apne se begaana rahe
Behzad Lakhnavi
Sher
tadbiir ma.aash is jaa hai shart-e-KHirad-mandii
insaan nahii.n ginte ham 'mus.hafii' kaa.er ko
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
KHiraaj maa.ng rahii hai vo shaah-baanu-e-shahr
so ham bhii hadiya-e-dast-e-talab guzaarte hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
anjaam hii ko us ke na samjhaa na tuu na mai.n
varna ye KHvaahishaat ba.Dhaataa na tuu na mai.n
Saadat Aabidi
Ghazal
yuu.n 'merii KHaamiyo.n se hasad kar rahe ho kyuu.n
tum aise iKHtilaaf kii had kar rahe ho kyuu.n
Adnan Khalid
Ghazal
ma.aal-e-ehtisaab ye ki ham ba.De KHaraab hai.n
kisii pe tanz kyaa kare.n ki KHud hii aab aab hai.n
Iqbal Khalish
Ghazal
ii.nT diivaar se jab ko.ii khisak jaatii hai
dhuup kuchh aur mere sar pe chamak jaatii hai
Altaf Parwaz
Ghazal
KHayaal-o-fikr jahaa.n zaaviye badalte hai.n
vahii.n se nit-na.e usluub chal nikalte hai.n