SEARCH RESULTS
Showing search results for "khirad-mand"
Nazm MATCHES FOR "khirad-mand"
Nazm
bagula
dekh vo maidaan me.n hai ik baguulaa be-qaraar
aa.ndhiyo.n kii god me.n ho jaise muflis kaa mazaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
makin hi ajib hain
thii chau.nkne kii baat hii
ki saal-KHuurda andhii chaukhaTo.n pe
Zaheer Siddiqui
Nazm
jawab-e-shikwa
ahd-e-nau barq hai aatish-zan-e-har-KHirman hai
aiman is se ko.ii sahraa na ko.ii gulshan hai
Allama Iqbal
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
qarza to mil rahaa hai hame.n har dukaan se
KHairaat aa rahii hai ba.Dii aan-baan se
Shamsii Meenai
Nazm
jazba-e-ushshaq kaam aane ko hai
dhiire dhiire chaltaa la.ng.Daataa hu.aa
KHush-aada-o-KHush-KHiraam aane ko hai
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
shair ki tamannaen
vaqaar-e-aadamiyat se KHirad ko aashnaa kar duu.n
Guzaar-e-ishq se aa.iina-e-dil kii jilaa kar duu.n
Qaisar Amravatwi
Nazm
mohabbat
vo jazba hai jo aa.iin-e-KHirad se duur rahtaa hai
ye ehsaas-e-muqaddas qalb me.n mastuur rahtaa hai
Rishi Patialvi
Nazm
aahang-e-nau
KHitta-e-paak me.n zinhaar na aane paa.e.n
aa hii jaa.e.n jo ye zinda to na jaane paa.e.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
inqalab
zamaana aane hii vaalaa hai jab ham ai zaalim
tujhe bhii KHvaar tujhe bhii KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
eidi kaise baDhai jae
achchhaa hame.n sivayyaa.n mil-jul ke tum khilaa.o
ham ne tumhaare paise is eid se ba.Dhaa.e