SEARCH RESULTS
Showing search results for "khitta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khitta"
Ghazal
ba-naam-e-zohra-jabiinaan-e-KHitta-e-firdaus
kisii kiran ko jagaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Obaidullah Aleem
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Ghazal
baras kuchh aur mirii jaan TuuT ke mujh par
ye KHitta jism kaa jal-thal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer Nayab
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khitta"
Ghazal
har gosha-e-maGrib me.n har KHitta-e-mashriq me.n
tashriih digar-guu.n hai ab tere payaamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jab chashm-e-siyah terii thii chhaa.ii hu.ii dil par
is mulk kaa har KHitta taataar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
dayaar-e-hind ne jis dam mirii sadaa na sunii
basaayaa KHitta-e-jaapaan o mulk-e-chii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Ghazal
naapte kaise mire zarf kii gahraa.ii ko
Dubkiyaa.n KHitta-e-saahil me.n lagaane vaale
Aalam Nizami
Ghazal
zindagii bhar saath chalne kii jo khaataa hai qasam
dekhnaa vo raaste hii me.n judaa ho jaa.egaa
Ejaz Ansari
Ghazal
bahaal ho ke rahegii fazaa-e-KHitta-e-KHair
ye habs hogaa mo.attal du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Salam
Naseer Turabi
Nazm
aahang-e-nau
KHitta-e-paak me.n zinhaar na aane paa.e.n
aa hii jaa.e.n jo ye zinda to na jaane paa.e.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHaak atraaf me.n u.Dtii hai bahut paanii de
is masaafat ko bhii ek KHitta-e-baaraanii de
Nadeem ahmad
Ghazal
mai.n aise KHitta-e-zarKHez kaa makii.n huu.n jahaa.n
sanam-taraash ko patthar baham nahii.n hotaa
