SEARCH RESULTS
Showing search results for "khitta"
Ghazal MATCHES FOR "khitta"
Ghazal
ba-naam-e-zohra-jzbiinaan-e-KHitta-e-firdaus
kisii kiran ko jagaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
baras kuchh aur mirii jaan TuuT ke mujh par
ye KHitta jism kaa jal-thal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
yuu.n guzartaa hai vo katraa ke navaah-e-dil se
jaise ye KHaak kaa KHitta bhii ho paanii kii tarah
Zeb Ghauri
Ghazal
har gosha-e-maGrib me.n har KHitta-e-mashriq me.n
tashriih digar-guu.n hai ab tere payaamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jab chashm-e-siyah terii thii chhaa.ii hu.ii dil par
is mulk kaa har KHitta taataar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
naapte kaise mire zarf kii gahraa.ii ko
Dubkiyaa.n KHitta-e-saahil me.n lagaane vaale
Aalam Nizami
Ghazal
zindagii bhar saath chalne kii jo khaataa hai qasam
dekhnaa vo raaste hii me.n judaa ho jaa.egaa
Ejaz Ansari
Ghazal
bahaal ho ke rahegii fazaa-e-KHitta-e-KHair
ye habs hogaa mo.attal du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Ghazal
KHaak atraaf me.n u.Dtii hai bahut paanii de
is masaafat ko bhii ek KHitta-e-baaraanii de
Nadeem ahmad
Ghazal
mai.n aise KHitta-e-zarKHez kaa makii.n huu.n jahaa.n
sanam-taraash ko patthar baham nahii.n hotaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
aa.o aaj ham dono.n apnaa apnaa ghar chun le.n
tum navaah-e-dil le lo KHitta-e-badan meraa
Abdullah Kamal
Ghazal
chashm-e-nam-diida sahii KHitta-e-shaadaab miraa
raat kii raat mahaktaa hai gul-e-KHvaab miraa
Abbas Tabish
Ghazal
phuuTii hai.n jis jagah mirii aa.nkho.n kii ko.nple.n
dil se pare vo KHitta-e-shaadaab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
use bhii KHitta-e-sarsabz mil gayaa shaayad
vo ek abr kaa Tuk.Daa jo kal bhaTaktaa thaa
Irfan Ahmad
Ghazal
ab to banjar hu.aa viiraa.n hu.aa barbaad hu.aa
KHitta-e-dil kabhii shaadaab-zamiin aisaa thaa
Janan Malik
Ghazal
dekho to kabhii dasht bhii aabaad hai kaisaa
niklo to zaraa KHitta-e-shaadaab se aage