SEARCH RESULTS
Showing search results for "kured"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kured"
Ghazal
Bashir Badr
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "kured"
MORE MATCHES FOR "kured"
Ghazal
use kured rahaa huu.n tarah tarah se ki vo
jihat jihat se mire jaa.eze me.n aa jaa.e
Faragh Rohvi
Ghazal
yuu.n chup rahaa kare se to ho jaa.e hai junuu.n
zaKHm-e-nihaa.n kured ke kuchh ro liyaa karo
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
'qaisar'! zamiir-e-vaqt ko dekhaa kured ke
sadiyaa.n rakhii thii.n dosh pe muTThii me.n pal na thaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
mai.n bhii kured rahaa thaa KHaak kii parto.n ko
vo bhii jhaa.nk rahaa thaa duur KHalaa.o.n me.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
kisii kaa pyaar tire Gam kured detaa hai
tumhaare baad bahut aazmaa.e jaate hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
kaise kahuu.n ki dostii tum ne nibaahii dosto
tum ne kured kar ko.ii zaKHm haraa nahii.n kiyaa
Zia Zameer
Ghazal
kured kar mere zaKHmo.n ko yuu.n savaal na kar
tujhe KHabar hai to phir mujh se puuchhtaa kyaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
kured letaa huu.n tere KHayaal se aksar
tirii vafaa kaa agar zaKHm bharne lagtaa hai

