SEARCH RESULTS
Showing search results for "kurede"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kurede"
Ghazal
merii pahchaan to mushkil thii magar yaaro.n ne
zaKHm apne jo kurede hai.n to paayaa hai mujhe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kyuu.n aa ke har ik shaKHs mire zaKHm kurede
kyuu.n mai.n bhii har ik shaKHs ko haal apnaa sunaa.uu.n
Athar Nafees
Nazm
tasalsul
chashm-e-mahtaab bhii shabnam kii jagah KHuu.n ro.ii
ilm ne aaj kurede hai.n vo zulmaat ke Dher
Ahmad Faraz
Nazm
hijr ke par bhig jaen
kahaa.n tak KHauf ke be-shakl sahraa kii hathelii par
kurede jaa.e.n aa.nkhe.n aur
Noshi Gilani
Ghazal
muddat se kurede bhii nahii.n yaad kisii kii
phir zaKHm mire siine ke bhar kyo.n nahii.n jaate
Pandit Vidya Ratan Aasi
PAGE MATCHES FOR "kurede"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kurede"
Ghazal
Ajmal Ajmali
Nazm
nuqush
kaun barso.n kii bujhii raakh kurede ai dost
gaa.nv se duur kisii ajnabii rah-rav kii tarah
Prem Warbartani
Ghazal
KHat jigar ghaayal kare aur phuul Dhaa.e hai sitam
zaKHm ya.anii ik kurede ik namak-daa.n ban gayaa
Nikita Pareek
Ghazal
chubho diye hai.n dilo.n me.n jo KHaar-e-Gam tum ne
unhii.n se zaKHm kurede vafaa-shi.aaro.n ne
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
raakh ke Dher hai.n ham kaun kurede ham ko
laakh ham ahl-e-vafaa aatish-e-pinhaa.n me.n jale.n