SEARCH RESULTS
Showing search results for "laashe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "laashe"
Marsiya
KHush ho ke muskuraane lage sarvar-e-zaman
ba.Dh ba.Dh ke KHam salaam ko chhoTe ba.De hu.e
Meer Anees
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye shaah-raaho.n pe ra.ngiin saa.Diyo.n kii jhalak
ye jho.npa.Do.n me.n Gariibo.n ke be-kafan laashe
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "laashe"
Nazm
KHak-e-hind
kuchh kam nahii.n ajal se KHvaab-e-giraa.n hamaaraa
ik laash-e-be-kafan hai hindostaan hamaaraa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
vo aaj lipTe hai.n kis naazukii se laashe se
ki jaise ruuThe hu.o.n ko manaa rahaa hai ko.ii
Sardar Anjum
Ghazal
do-chaar laashe ab bhii pa.De tere dar pe hai.n
aur aage dab chuke hai.n tale gil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Saghar Siddiqui
Sher
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
naaz ma.ashuuqaana se KHaalii nahii.n hai ko.ii baat
mere laashe ko uThaa.e hai.n vo kis andaaz se
