SEARCH RESULTS
Showing search results for "laashe"
Ghazal MATCHES FOR "laashe"
Ghazal
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo aaj lipTe hai.n kis naazukii se laashe se
ki jaise ruuThe hu.o.n ko manaa rahaa hai ko.ii
Sardar Anjum
Ghazal
do-chaar laashe ab bhii pa.De tere dar pe hai.n
aur aage dab chuke hai.n tale gil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
naaz ma.ashuuqaana se KHaalii nahii.n hai ko.ii baat
mere laashe ko uThaa.e hai.n vo kis andaaz se
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
kuchh zaKHm kaavisho.n ke kuchh hasrato.n ke laashe
baahar se kuchh ziyaada andar qitaal dekhaa
Mohammad Aazam
Ghazal
sahme sahme chalte phirte laashe jaise log
vaqt se pahle mar jaate hai.n kitne aise log
Mohsin Bhopali
Ghazal
yaad aa.ii kaafiro.n ko mirii aah-e-sard kii
kyuu.nki na kaa.npne lage sho.ala jahiim kaa
Momin Khan Momin
Ghazal
palko.n pe dhare KHvaabo.n ke laashe na uThaanaa
hai aas yahii 'ishq kaa anjaam mirii jaan
Aasnath Kanwal
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
Akhtar Imam Rizvi
Ghazal
maatam-kunaa.n thaa us pal insaaniyat pe sahraa
baa.nho.n me.n jab vo laash-e-asGar liye kha.Daa thaa
Zafar Awan
Ghazal
evaz namaaz-e-janaaza ke mere laashe par
tamaam qissa-e-mehr-o-vafaa bayaan hu.e
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
karo na dafn ki maqtal kaa naam uu.nchaa ho
liTaa do KHaak pe laashe ko qibla-ruu kar ke
Hasan Naim
Ghazal
aa ke laashe pe mire vo aabdiida gar hu.aa
ye bahaanaa aa.nsu.o.n kaa hai bahaane ke liye