SEARCH RESULTS
Showing search results for "lagaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lagaar"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Tanz-o-Mazah
Mushtaq Ahmad Yusufi
Ghazal
laaGar itnaa huu.n ki gar tuu bazm me.n jaa de mujhe
meraa zimma dekh kar gar ko.ii batlaa de mujhe
Mirza Ghalib
Sher
ho gayaa laaGar jo us lailaa-adaa ke ishq me.n
misl-e-majnuu.n haal meraa bhii fasaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "lagaar"
Ghazal
laaGar hai.n jism rang hai.n kaale pa.De hu.e
baalo.n pe gard paa.nv me.n chhaale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Adil Mansuri
Ghazal
Tuk tark-e-'ishq kariye laaGar bahut hu.e ham
aadhaa nahii.n rahaa hai ab jism-e-ra.nj-farsaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil miraa tiir-e-sitamgar kaa nishaana ho gayaa
aafat-e-jaa.n mere haq me.n dil lagaanaa ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
laraztaa hai kyuu.n Dar se ai jism-e-laaGar
ye dha.Dkaa hai dil kaa qayaamat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
haa.e laayaa na ko.ii qaasid-e-dilbar kaaGaz
ho gayaa Gam se hamaaraa tan-e-laaGar kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
aa.iyo ai ashk ab bahne lagaa hai KHuun-e-garm
bhejiyo paanii ki aatish-baar aa.nkhe.n ho ga.ii.n

