SEARCH RESULTS
Showing search results for "lagaar"
Ghazal MATCHES FOR "lagaar"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
laaGar itnaa huu.n ki gar tuu bazm me.n jaa de mujhe
meraa zimma dekh kar gar ko.ii batlaa de mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Adil Mansuri
Ghazal
laaGar hai.n jism rang hai.n kaale pa.De hu.e
baalo.n pe gard paa.nv me.n chhaale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Tuk tark-e-'ishq kariye laaGar bahut hu.e ham
aadhaa nahii.n rahaa hai ab jism-e-ra.nj-farsaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil miraa tiir-e-sitamgar kaa nishaana ho gayaa
aafat-e-jaa.n mere haq me.n dil lagaanaa ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
laraztaa hai kyuu.n Dar se ai jism-e-laaGar
ye dha.Dkaa hai dil kaa qayaamat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
haa.e laayaa na ko.ii qaasid-e-dilbar kaaGaz
ho gayaa Gam se hamaaraa tan-e-laaGar kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
aa.iyo ai ashk ab bahne lagaa hai KHuun-e-garm
bhejiyo paanii ki aatish-baar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
laaGarii ke saath betaabii yahii ai bahr-e-husn
KHaar hai ye jism-e-laaGar maahii-e-be-aab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ham-zaad se bhii ye tan-e-laaGar hu.aa subuk
tolaa to apne saaye kaa paasa.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sanam taraash gursana hai in dino.n shaayad
ki har mujassama laaGar dikhaa.ii detaa hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
na kal tak the vo mu.nh lagaane ke qaabil
hu.e aaj baate.n banaane ke qaabil
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
saa.ns bhii us kii hai ye jism usii kaa taabe
ai 'zafar' laaGar-o-ma.azuur hai.n ham bhii tum bhii
Zafar Mahmood zafar
Ghazal
mar ga.e par bhii na ho bojh kisii par apnaa
ruuh ke saath hu.aa ho tan-e-laaGar apnaa