SEARCH RESULTS
Showing search results for "lailatul-qadr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lailatul-qadr"
Sher
lailatul-qadr hai har shab use har roz hai iid
jis ne mai-KHaane me.n maah-e-ramazaa.n dekhaa hai
Munawar Khan Ghafil
Sher
kaun sii shab mujh ko hogii lailatul-qadr ai KHudaa
dekhiye tashriif vo kis din mire ghar laa.e.nge
Lala Madhav Ram Jauhar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "lailatul-qadr"
MORE MATCHES FOR "lailatul-qadr"
Ghazal
yuu.n to hone ko hotii hai har roz shab
lailatul-qadr sii ko.ii shab to nahii.n
Nusrat Ateeq Gorakhpur
Ghazal
lailatul-qadr hai vaslat kii du.aa maa.ng 'amiir'
is se behtar hai kahaa.n ko.ii munaajaat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
ai shab-o-roz ke maalik mujhe is duniyaa me.n
lailatul-qadr kii maanind sahar bhii denaa
Shams Ramzi
Ghazal
vo to kahiye ki vo aa hii gayaa kal shab varna
lailatul-qadr kaa milnaa ko.ii aasaan thaa kyaa
Haneef Najmi
Ghazal
lailatul-qadr kinaaya na shab-e-vasl se ho
us kaa afsaana miyaan-e-ramazaa.n hai ki jo thaa