SEARCH RESULTS
Showing search results for "laraz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "laraz"
Ghazal
apne hii saa.e se har gaam laraz jaataa huu.n
raaste me.n ko.ii diivaar kha.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
saaz-e-nashaat-e-zindagii aaj laraz laraz uThaa
kis kii nigaahe.n ishq kaa dard sunaa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dekh kar apne dar-o-baam laraz jaataa huu.n
mire ham-saa.e me.n jab bhii ko.ii diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
duniyaa laraz ga.ii dil-e-hirmaa.n-nasiib kii
is tarah saaz-e-aish na chhe.Daa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "laraz"
MORE MATCHES FOR "laraz"
Ghazal
laraz uThaa hai mire dil me.n kyuu.n na jaane diyaa
tiraa payaam to KHaamosh sii havaa ne diyaa
Akhtar Shumar
Ghazal
haath chhuu luu.n to laraz jaatii hai patte kii tarah
vahii naa-karda-gunaahii pe nadaamat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
Muneer Niyazi
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
jaise jaatii hu.ii afsurda javaanii kii pukaar
jis ko sun sun ke mirii ruuh laraz jaatii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
zaraa shikoh-e-do-aalam ke gumbado.n me.n laraz
phir us ke baa'd teraa faisla jo tuu chaahe