SEARCH RESULTS
Showing search results for "laraz"
Nazm MATCHES FOR "laraz"
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
jaise jaatii hu.ii afsurda javaanii kii pukaar
jis ko sun sun ke mirii ruuh laraz jaatii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
din ke rup mein raat kahani
ek jho.nke se laraz uThtaa hai
ham-navaa.ii ko laraztaa hu.aa saaya bhii kahe jaataa hai
Meeraji
Nazm
kohre ka khet
jho.nke havaa ke barf bichhaate the raah me.n
jalve samaa rahe the laraz kar nigaah me.n
Kaifi Azmi
Nazm
ek purana KHwab
pighal pighal ke gir rahaa thaa us kii aastii.n pe dukh....
mirii to ruuh KHauf se laraz ga.ii,
Fariha Naqvi
Nazm
kai sitare chamak rahe hain
laraz laraz kar damak rahe hai.n
magar jab aa.egaa din kaa chiitaa
Meeraji
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
laraz rahaa thaa vatan jis KHayaal ke Dar se
vo aaj KHuun rulaataa hai diida-e-tar se
Chakbast Braj Narayan
Nazm
man
mai.n in se barso.n se aashnaa huu.n
ye haath jo ki buland ho kar laraz rahe hai.n
Baqa Baluch
Nazm
hindostan
ye kah ke kis ne qalb-e-do-aalam hilaa diyaa
shaitaa.n laraz uThaa to malak muskuraa diyaa
Shatir Hakeemi
Nazm
intizar
baaGbaanii abhii lazzat-kash-e-gul-chiinii hai
dekh kar dast-e-havas phuul laraz jaate hai.n
Parvez Shahidi
Nazm
la bhi hai ek guman
ruKH-e-taariiKH badalne ko hai
us ke ash.aar hii se taKHt laraz jaataa hai