SEARCH RESULTS
Showing search results for "lifaafa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lifaafa"
Ghazal
nahii.n hai mohr lifaafa pe KHat ke ai qaasid
ye daaG hai mirii qismat kii naa-rasaa.ii kaa
Ameer Minai
Nazm
dhup lage aakash pe jab
Daak se aayaa mohr lagaa
ek puraanaa saa teraa chiTThii kaa lifaafa yaad aayaa
Gulzar
Sher
aadmii pahchaanaa jaataa hai qayaafa dekh kar
KHat kaa mazmuu.n bhaa.np lete hai.n lifaafa dekh kar
Unknown
Ghazal
Munazzah Noor
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "lifaafa"
MORE MATCHES FOR "lifaafa"
Ghazal
sukuun kuchh to milaa dil kaa maajraa likh kar
lifaafa phaa.D diyaa phir tiraa pata likh kar
Shahzad Ahmad
Ghazal
qaasid likhuu.n lifaafa-e-KHat ko Gubaar se
taa jaane vo ye KHat hai kisii KHaaksaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Mazahiya
Khalid Irfan
Mazahiya
itnaa ba.Daa lifaafa aur kaam thaa zaraa saa
kyaa kaam thaa zaraa saa ye arz phir karuu.ngaa
Ameerul Islam Hashmi
Ghazal
ba.De saliiqe se mazmuun band hai is me.n
lifaafa dil kaa khulaa hai to ko.ii baat nahii.n
Asar Nizami
Mazahiya
ko.ii to Dhuu.nD ke laa.e ki muntazim hai kahaa.n
lifaafa gar nahii.n detaa na de kiraaya to de
Athar Shah Khan Jaidi
Ghazal
pa.Dhuu.n tum ko mohabbat goshe goshe me.n nazar aa.e
lifaafa khol kar ye KHatt-e-saada kaun dekhegaa
Maqsood Anwar Maqsood
Mazahiya
ek saahab u.Dtii chi.Diyaa ke ginaa karte the par
KHat kaa mazmuu.n bhaa.np lete the lifaafa dekh kar