SEARCH RESULTS
Showing search results for "maani-e-be-lafz-o-saut"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maani-e-be-lafz-o-saut"
Ghazal
daftar hai ek maani-e-be-lafz-o-saut kaa
saada sii jo nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
na uTThii aa.nkh kisii lafz-e-be-zarar kii taraf
na sa.ng aa.e kabhii shaaKH-e-be-samar kii taraf
Shehpar Rasool
Ghazal
varna be-ma.anii-o-be-kaar gine jaa.e.nge
shukr ham tere taraf-daar gine jaa.e.nge
Iliyas Babar Aawan
PAGE MATCHES FOR "maani-e-be-lafz-o-saut"
MORE MATCHES FOR "maani-e-be-lafz-o-saut"
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
hinDola
ki jin me.n sochne lagtaa thaa kuchh miraa bachpan
ka.ii ma.aanii-e-be-lafz chhuune lagte the
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik ma.ani-e-be-lafz hai andesha-e-fardaa
jaise KHat-e-qismat ki pa.Dhaa bhii nahii.n jaataa
Yagana Changezi
Sher
talaash-e-ma.ani-e-maqsuud itnii sahl na thii
mai.n lafz lafz utartaa gayaa bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
talaash-e-ma.ani-e-maqsuud itnii sahl na thii
mai.n lafz lafz utartaa gayaa bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dar jahaan-e-gul-e-be-KHaar nachiidast kase
Gam na kar 'maanii'-e-nashtar-kash-e-dauraa.n ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
hame.n samaa.at-e-be-lafz kii ijaazat hai
hamaare saath parinde kalaam karte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
'fazaa' tujhii ko ye saffaaki-e-hunar bhii milii
ik ek lafz ko yuu.n be-libaas kar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shariir-o-tund havaa thii ki rau ma.aanii kii
tamaam lafz lab-e-mo'tabar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
meraa sukuut matlab-e-be-lafz ho to ho
mai.n aa.uu.n aur arz-e-tamannaa liye hu.e
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
mai.n kisii nuqta-e-be-lafz kaa iz.haar nahii.n
haa.n kabhii harf-e-anaa vaqt kaa irfaan thaa mai.n
Sahil Ahmad
Ghazal
kaash be-rabt KHayaalo.n ko bhii de paa.uu.n zabaa.n
rishta-e-lafz kahii.n TuuT gayaa hai mujh se