SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah-jabii.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mah-jabii.n"
Ghazal
kis sher me.n sanaa-e-ruKH-e-mah-jabii.n nahii.n
hai aasmaan-e-husn Gazal kii zamii.n nahii.n
Zeba
Ghazal
dil me.n mire KHayaal-e-ruKH-e-mah-jabii.n rahaa
saaya parii kaa shiishe me.n suurat-guzii.n rahaa
Munshi Mohammad Hayat Khan Mazhar
Ghazal
jab tasavvur me.n ko.ii maah-jabii.n hotaa hai
raat hotii hai magar din kaa yaqii.n hotaa hai
Hafeez Banarasi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mah-jabii.n"
Ghazal
ruuTh jaa.e vo mah-jabii.n na kahii.n
lab pe aa jaa.e phir nahii.n na kahii.n
Shankar Lal Shankar
Ghazal
na naaznii.n ke jhamele na mah-jabii.n ke the
hamaare gaa.nv ke jhag.De to bas zamii.n ke the
Islam Parvez
Afsancha
Mahjabeen Asif
Afsancha
Mahjabeen Asif
Sher
kuchh mah-jabii.n libaas ke fashion kii dau.D me.n
paabandii-e-libaas se aage nikal ga.e
Sarfaraz Shahid
Ghazal
hai dhyaan jo apnaa kahii.n ai maah-jabii.n aur
jaanaa hai kahii.n aur to jaataa huu.n kahii.n aur
Meer Hasan
Sher
mah-jabii.n iid me.n a.ngusht-numaa kyuu.n na rahe.n
iid kaa chaa.nd hii a.ngusht-numaa hotaa hai
Safi Aurangabadi
Ghazal
idhar maa.il kahaa.n vo mah-jabii.n hai
falak ko mujh se kyuu.n parKHaash-o-kii.n hai