SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaasin"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahaasin"
Ghazal
muKHlisii baa.is-e-taz.hiik zehaanat dushman
ye mahaasin to mire haq me.n ma.aa.ib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Mazahiya
'Gaalib' kii shaKHsiyyat me.n mahaasin hai.n be-shumaar
ye aadmii valii thaa na hotaa jo baada-KHvaar
Dilawar Figar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahaasin"
Ghazal
aaj aap apne mahaasin kaa bayaa.n kar liije
mahfil-e-tazkira-e-ahl-e-vafaa aur sahii
Jameeluddin Aali
Ghazal
dushmano.n me.n bhii mahaasin kar talaash
ham-nafas tanqiis ke pahluu na Dhuu.nDh
Habab Tirmizi
Ghazal
tamaam us ne mahaasin me.n aib Dhuu.nD liye
jo baar-e-naqd-o-nazar diida-var pe Daal diyaa
Zafar Moradabadi
Ghazal
chhiin letaa hai kabhii mere mahaasin 'betaab'
baKHsh detaa hai kabhii apnii karaamaat mujhe
Pritpal Singh Betab
Ghazal
dil-o-nigaah kii vus'at isii ko kahte hai.n
hariif ke bhii mahaasin kaa e'tiraaf karo
Shabab Lalit
Ghazal
bayaan kar nahii.n saktaa kabhii mahaasin-e-ishq
ko.ii radiif Gazal me.n na qaafiya ko.ii






