SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-farosh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mai-farosh"
Sher
ham jaante hai.n lutf-e-taqaazaa-e-mai-farosh
vo naqd me.n kahaa.n jo mazaa hai udhaar me.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sajde karte hai.n KHum-e-mai ko vufuur-e-nashshaa me.n
suurat miinaa-e-mai maddaah shaan-e-mai-farosh
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
na vo mai-farosh hote na mai.n baada-KHvaar hotaa
na vo mast-e-naaz hote na mujhe KHumaar hotaa
Bashir Farooq
Ghazal
duukaan-e-mai-farosh pe gar aa.e mohtasib
din iid ke to KHuub gha.Daa jaa.e mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ye kuu-e-mai-farosh me.n raulaa hu.aa ki raat
dahshat se vaa.n Thahar na sakaa paa-e-mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
MORE MATCHES FOR "mai-farosh"
Ghazal
sajda ho aastaan-e-haram kaa nasiib-e-shaiKH
mai.n aur sar-e-niyaaz o dar-e-piir-e-mai-farosh
Qayem Chaandpuri
Ghazal
bhaTTiyaa.n raushan hu.ii.n chamkii dukaan-e-mai-farosh
ruKHsat-e-tauba hu.ii zuhhaad ghabraane lage
Naseem Dehlvi
Ghazal
zahe zahe mere iimaan-o-dii.n ki mai.n ne unhe.n
fidaa-e-farq-e-KHum-o-paa-e-mai-farosh kiyaa
Bal Mukund Besabr
Nazm
hijr o visal
sehn-e-haram se anjuman-e-mai-farosh tak
do-gaam faasla hai zaraa dekh-bhaal ke
Shorish kashmiri
Ghazal
shuguun us nigah-e-mai-farosh se le kar
ham aap vaz.a kare.nge hazaar maiKHaane
Siraj Lakhnavi
Ghazal
kyaa mastiyaa.n thii.n shab nigah-e-mast-e-naaz se
saaqii ba-Gamza-muGbacha-e-mai-farosh thaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
is chashm-e-mai-farosh se pii jis kaa ek umr
ik shaam kaa bhii qarz ba-mushkil adaa hu.aa
Sahba Akhtar
Ghazal
ai piir-e-mai-farosh dar-e-tauba kii tarah
vaa roz-e-hashr tak dar-e-mai-KHaana chaahiye
Muneer Shikohabadi
Ghazal
chashm-e-KHuubaa.n mai-farosh-e-nashshah-zaar-e-naaz hai
surma goyaa mauj-e-duud-e-shola-e-aavaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ik chashm-e-mai-farosh hai masruuf-e-intiKHaab
aise me.n Gam-nasiib ko KHaatir me.n laa.e kaun
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
taqsiir mai-farosh kii ai mohtasib nahii.n
ye chiiz u.D ke jaatii hai mai-KHvaar kii taraf
