SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-farosh"
Nazm MATCHES FOR "mai-farosh"
Nazm
hijr o visal
sehn-e-haram se anjuman-e-mai-farosh tak
do-gaam faasla hai zaraa dekh-bhaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
bahaar ban ke chali aa ki ja rahi hai bahaar
faroG-e-maah se kyaa jagmagaa rahii hai bahaar
gulo.n me.n nuur kii sham.e.n jalaa rahii hai bahaar
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
dard-e-dil
chaman-e-'umr hamesha na rahegaa shaadaab
KHum me.n baaqii na rahegii ye javaanii kii sharaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
andhe pujari
ye kaun log sar-e-mai-kada pahu.nch aa.e
chhalak rahaa hai lahuu hii lahuu ayaaGo.n se
Qaisarul Jafri
Nazm
nama-e-jaanan
muddato.n baa'd milaa naama-e-jaanaa.n lekin
na ko.ii dil kii hikaayat na ko.ii pyaar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
tumhein yaad ho ki na yaad ho
vo jahaan-e-shauq kii bastiyaa.n
vo sharaab-e-ishq kii mastiyaa.n
Maikash Hyderabadi
Nazm
pahli nazar
haa.e vo pahlii nazar vo us kii aa.nkho.n ke payaam
vo lajaa kar muskuraa kar dast-e-naazuk se salaam
Hasrat Jaipuri
Nazm
tajassus
mai.n farsh-e-yaqii.n par kha.Daa sochtaa huu.n
har ik jaada-e-ra.ng-o-buu se guzar kar