SEARCH RESULTS
Showing search results for "majdhaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "majdhaar"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh ko pa.Daa milaa hai vo majdhaar me.n to phir
paanii pe hai ye kis ne likhaa kuchh hu.aa to hai
Arpit Sharma Arpit
PAGE MATCHES FOR "majdhaar"
MORE MATCHES FOR "majdhaar"
Ghazal
beach majdhaar me.n KHud chho.D dii jis ne patvaar
ab use tum ko.ii tinkaa bhii nahii.n de sakte
Sandeep Shajar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
baat agar Duub ke marne kii hii Thahrii to ham
ek aa.nsuu ko bhii majdhaar samajh lete hai.n
Wasim Nadir
Ghazal
baat saahil kii rakhe TuuTaa shikaaraa dekh le
paas to majdhaar hai kyuu.n kar kinaaraa dekh le
Saaieb S. M. Patil
Ghazal
raat qaabuu me.n rahe shahr ke haalaat magar
laash ik lipTii hu.ii sub.h ke aKHbaar me.n hai
Saulat Zaidi
Ghazal
Duub ke ubhre hai.n ham duniyaa ke har majdhaar se
ab rahaa baaqii faqat naqd-o-nazar me.n Duubnaa
Meem Sheen Najmi
Ghazal
kahaanii zindagii kii ek dariyaa kii haqiiqat hai
kinaare kuchh nahii.n kahte magar majdhaar bolegaa
Kuldeep Salil
Ghazal
patvaar se ho jaa.egii us vaqt mohabbat
Takraa.o tiraa jab kabhii majdhaar se hogaa
Sangeet Pandey
Ghazal
tayyaar hai jo la.Dne ko majdhaar ke aage
jhuktaa hai samundar usii patvaar ke aage