SEARCH RESULTS
Showing search results for "majma-e-khaalii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "majma-e-khaalii"
Ghazal
ye shahr majma-e-KHaalii se gar nahii.n hai KHush
to aa.o mil ke aziizam tamaasha karte hai.n
Aatif Kamal Rana
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai 'fazaa' daaman-e-alfaaz hai ab bhii KHaalii
thaa yahaa.n shaaKH-e-ma.aanii pe samar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
diivaana thaa bhaTak gayaa gum ho gayaa hai qais
KHaalii magar kajaava-e-lailaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
MORE MATCHES FOR "majma-e-khaalii"
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
tuyuur aa.e magar un kii cho.nch KHaalii thii
faraar ho gayaa lashkar se abraha meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Nazm
katik ka chand
KHaalii sapno.n se na auqaat banegii apnii
ye shab-e-maah bhii kaT jaa.egii be-kal be-kal
Ibn۔e۔Insha
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
is baat pe kyuu.n is kii itnaa bhii hijaab aa.e
fariyaad se be-bahra kashkol se KHaalii hai
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
is tarah kar rahe hai.n 'razaa' kaa vo tazkira
KHaalii nahii.n hai tanz se husn-e-kalaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
bulbulo.n se nahii.n gulzaar-e-zamaana KHaalii
shukr hai yaa.n bhii ham-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
haath KHaalii hai maal-o-zar hii nahii.n
kyaa u.De.n jabki baal-o-par hii nahii.n