SEARCH RESULTS
Showing search results for "majma-e-khaalii"
Ghazal MATCHES FOR "majma-e-khaalii"
Ghazal
ye shahr majma-e-KHaalii se gar nahii.n hai KHush
to aa.o mil ke aziizam tamaasha karte hai.n
Aatif Kamal Rana
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai 'fazaa' daaman-e-alfaaz hai ab bhii KHaalii
thaa yahaa.n shaaKH-e-ma.aanii pe samar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
diivaana thaa bhaTak gayaa gum ho gayaa hai qais
KHaalii magar kajaava-e-lailaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ne.amat-e-Gam se jo dil mahruum ho vo dil nahii.n
jaam KHaalii ho to kyo.n kar us ko paimaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
tuyuur aa.e magar un kii cho.nch KHaalii thii
faraar ho gayaa lashkar se abraha meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
is tarah kar rahe hai.n 'razaa' kaa vo tazkira
KHaalii nahii.n hai tanz se husn-e-kalaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
bulbulo.n se nahii.n gulzaar-e-zamaana KHaalii
shukr hai yaa.n bhii ham-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
haath KHaalii hai maal-o-zar hii nahii.n
kyaa u.De.n jabki baal-o-par hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mushtaaq to pahle bhii bahut the magar ab ke
majma.a hai sar-e-raahguzar aur tarah kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kam nahii.n majma.a-e-daryuuza-garaan-e-ulfat
ai mire chaahne vaale mujhe chaahaa kyo.n hai
Iqbal Umar
Ghazal
sher-go.ii kii sanad liijiye kis se 'haamid'
ham hai.n aur majma.a-e-sad-be-hunraa.n kyaa kahiye
Hamid Allahabadi
Ghazal
majma-e-bait-ul-haram kii dhuum sunte the magar
jaa ke jab dekhaa to un me.n ko.ii farzaana na thaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
kartaa huu.n ab tamaam du.aa par ye chand sher
aayaa pasand majma.a-e-ahl-e-zamaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
ro.e Gurbat me.n hujuum-e-gul-e-sahraa.ii par
chaman-e-majma-e-yaaraan-e-vatan yaad aayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
huu.n saraapaa majma-e-ummiid-o-yaas o intizaar
dhiire dhiire chal rahaa hai yak-nafas ruktaa hu.aa