SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaaqib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manaaqib"
Ghazal
Sabir
Ghazal
ishqiya kahe sher o yaa mad.h-o-manaaqib
aalam kaa banvaa.Daa kahe shaa.ir nahii.n hai bhaaT
Waliullah Muhib
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "manaaqib"
Hindi Ghazal
na ho qamiiz to paa.nv se peT Dhak le.nge
ye log kitne munaasib hai.n is safar ke liye
Dushyant Kumar
Ghazal
ye zaKHm zaKHm manaazir lahuu lahuu chehre
kahaa.n chale ga.e vo log ha.nste gaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
tiin sau saal se hai.n hind ke mai-KHaane band
ab munaasib hai tiraa faiz ho aam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
nazre.n jalaa ke dekh manaazir kii aag me.n
asraar-e-kaa.enaat se parda na kar abhii
Saqi Faruqi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mai.n KHud ko maut ke haatho.n me.n sau.np saktaa huu.n
magar ye baar-e-masaa.ib uThaa nahii.n saktaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
uruus-e-laala munaasib nahii.n hai mujh se hijaab
ki mai.n nasiim-e-sahar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
ek uj.De hu.e viiraan kha.nDar me.n 'aazar'
naa-munaasib hai magar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
'nasiir' ahl-e-vafaa ke ba.De maraatib hai.n
bahut buland vafaa kaa maqaam hotaa hai




