SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzil-e-shaam-e-gam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manzil-e-shaam-e-gam"
Ghazal
Nazir Siddiqi
Ghazal
maayuus-e-shaam-e-Gam tujhe is kii KHabar bhii hai
taariikiyo.n kii aa.D me.n nuur-e-sahar bhii hai
Vishnu Kumar Shauq
Sher
ai shaam-e-Gam kii gahrii KHamoshii tujhe salaam
kaano.n me.n ek aa.ii hai aavaaz duur kii
Heera Lal Falak Dehlvi
PAGE MATCHES FOR "manzil-e-shaam-e-gam"
MORE MATCHES FOR "manzil-e-shaam-e-gam"
Ghazal
ye shaam-e-Gam guzaar mire saath-saath chal
ai panchhiyo.n kii Daar mire saath-saath chal
Pushp Raj yadav
Ghazal
tishnagii aavaargii KHaana-KHaraabii bekalii
hai bahut vus'at liye ye KHaandaan-e-shaam-e-Gam
Nazr Fatmi
Ghazal
shaam-e-Gam se shab-e-andoh se chashm-e-tar se
baaz aayaa mai.n tirii yaad ke us lashkar se
Mushtaq Anjum
Ghazal
Muslim Maleganwi
Sher
bahlaa na dil na tiirgii-e-shaam-e-Gam ga.ii
ye jaantaa to aag lagaataa na ghar ko mai.n
Fani Badayuni
Ghazal
naqiib-e-sub.h to the ham rahiin-e-shaam-e-Gam nikle
ba.De jhuuTe tire va.ade tire qaul-o-qasam nikle
Mohammad Ali Taj
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
shaam-e-Gam aaj zaraa aise manaa lii jaa.e
be-sabab ek Gazal aur sunaa lii jaa.e
Mubarik Siddiqi
Sher
Unknown
Ghazal
shaam-e-Gam hai tirii yaado.n ko sajaa rakkhaa hai
mai.n ne daanista charaaGo.n ko bujhaa rakkhaa hai
Muzaffar Razmi
Ghazal
shaam-e-Gam sub.h-e-masarrat kii KHabar hone tak
jaane kyaa dil pe guzar jaa.e sahar hone tak
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
Hasrat Shadani
Ghazal
nik.hat-e-zulf-e-pareshaa.n daastaan-e-shaam-e-Gam
sub.h hone tak isii andaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yahii nahii.n Gam-e-shaam-o-sahar se guzre hai.n
Gam-e-hayaat kii har rahguzar se guzre hai.n
Shadan Barabankvi
Ghazal
yahii nahii.n Gam-e-shaam-o-sahar se guzre hai.n
Gam-e-hayaat kii har rah-guzar se guzre hai.n





