SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzil-e-tuul-e-amal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manzil-e-tuul-e-amal"
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
adaa-e-tuul-e-suKHan kyaa vo iKHtiyaar kare
jo arz-e-haal ba-tarz-e-nigaah-e-yaar kare
Majrooh Sultanpuri
Sher
dekh kar tuul-e-shab-e-hijr du.aa kartaa huu.n
vasl ke roz se bhii umr mirii kam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
PAGE MATCHES FOR "manzil-e-tuul-e-amal"
MORE MATCHES FOR "manzil-e-tuul-e-amal"
Ghazal
gurez chaahiye tuul-e-amal se saalik ko
sunaa hai raah ye jaatii hai raahzan kii taraf
Nazm Tabatabai
Rubai
taa-umr rahe ham go sargarm-e-amal
haasil na hu.aa kuchh bhii ba-juz tuul-e-amal
Abdul Aziz Khalid
Short story
Nand Kishor Vikram
Ghazal
us chiiz kii tarah hai na ho.n jis ke KHvaast-gaar
vo shaKHs jis me.n quvvat-e-'azm-o-'amal nahii.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii rahii yaa Gam-e-jaanaa.n kii rahii
al-Garaz chhe.D rahii manzil-e-naakaam ke saath
Manzil Lohatheri
Ghazal
ab mudaavaa-e-Gam-e-dil tiraa hone se rahaa
har taraf 'manzil'-e-biimaar sitam jaage hai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
tuul-e-amal pe dil na lagaanaa ki ahl-e-bazm
jaa.e.nge naa-tamaam ye afsaana chho.D kar
Nazm Tabatabai
Sher
tuul-e-Gam-e-hayaat se ghabraa na ai 'jigar'
aisii bhii ko.ii shaam hai jis kii sahar na ho
Jigar Moradabadi
Sher
tuul-e-shab-e-firaaq kaa qissa na puuchhiye
mahshar talak kahuu.n mai.n agar muKHtasar kahuu.n
Ameer Minai
Ghazal
jahaa.n shaakii hai tujh se ai mire dost
nahii.n hai ko.ii to 'manzil' nahii.n hai




