SEARCH RESULTS
Showing search results for "marbuut"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "marbuut"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
mujassama
tere sab rang hayuule ke ye be-jaan nuquush
jaise marbuut KHayaalaat ke taane-baane
Ahmad Faraz
Ghazal
marbuut hai.n tujh se bhii yahii naa-kas-o-naa-ahl
us baaG me.n ham ne gul-e-be-KHaar na paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jin se ki ho marbuut vahii tum ko hai maimuun
insaan kii sohbat tumhe.n darkaar kahaa.n hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
PAGE MATCHES FOR "marbuut"
Tags
Market
Market
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "marbuut"
Nazm
sawan ke mahine
kyaa dil kii tamannaa.o.n ko marbuut kiyaa thaa
sabze pe chamaktii hu.ii saavan kii jha.Dii ne
Josh Malihabadi
Ghazal
nizaam-e-kun ke sabab intishaar hai marbuut
ye kaa.enaat simaTtii bhii hai bikharte hu.e
Asim Wasti
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Nazm
mohabbat
mohabbat se mazbuut ajzaa-e-qaum
mohabbat se marbuut aaraa-e-qaum
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
Ashk Almas
Kulliyat
marbuut kaise kaise kahe reKHte vale
samjhaa na ko.ii merii zabaa.n is dayaar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
har ek saa.ns ko marbuut haq se karnaa hai
ki is se pahle ye saa.nso.n ke silsile TuuTe