join rekhta family!
Ghazal 20
Nazm 9
Sher 24
ham aap qayāmat se guzar kyuuñ nahīñ jaate
jiine kī shikāyat hai to mar kyuuñ nahīñ jaate
hum aap qayamat se guzar kyun nahin jate
jine ki shikayat hai to mar kyun nahin jate
-
Share this
- See Ghazal
ek mohabbat kaafī hai
baaqī umr izāfī hai
ek mohabbat kafi hai
baqi umr izafi hai
Image shayari 3
ye jo ham kabhii kabhii sochte hai.n raat ko raat kyaa samajh sake in mu.aamlaat ko husn aur najaat me.n fasl-e-mashriqain hai kaun chaahtaa nahii.n husn ko najaat ko ye sukuun-e-be-jihat ye kashish ajiib hai tujh me.n band kar diyaa kis ne shash-jahaat ko saahil-e-KHayaal par kahkashaa.n kii chhuuT thii ek mauj le ga.ii in tajalliyaat ko aa.nkh jab uThe bhar aa.e sher ab kahaa na jaa.e kaise bhuul jaa.e vo bhuulne kii baat ko dekh ai mirii nigaah tuu bhii hai jahaa.n bhii hai kis ne baa-KHabar kiyaa duusre kii zaat ko kyaa ai mirii nigaah tuu bhii hai jahaa.n bhii hai kis ne baa-KHabar kahaa duusre kii zaat ko kyaa hu.ii.n rivaayate.n ab hai.n kyuu.n shikaayate.n ishq-e-naa-muraad se husn-e-be-sabaat ko ai bahaar-e-sar-giraa.n tuu KHizaa.n-nasiib hai aur ham taras ga.e tere iltifaat ko