SEARCH RESULTS
Showing search results for "mard-e-khudaa-mast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mard-e-khudaa-mast"
Ghazal
us mard-e-KHudaa-mast kii kyaa baat hai 'akbar'
jis ko na rahaa kuchh bhii bajuz yaad-e-KHudaa yaad
Jalaluddin Akbar
Sher
Natiq Gulavthi
Sher
ai mard-e-KHudaa ho tuu parastaar butaa.n kaa
maz.hab me.n mire kufr hai inkaar butaa.n kaa
Taban Abdul Hai
Ghazal
ai mard-e-KHudaa ho tuu parastaar butaa.n kaa
maz.hab me.n mire kufr hai inkaar butaa.n kaa
Taban Abdul Hai
BOOKS MATCHES FOR "mard-e-khudaa-mast"
MORE MATCHES FOR "mard-e-khudaa-mast"
Ghazal
hogaa aisaa bhii ko.ii mard-e-KHudaa mere baad
degaa duniyaa ko jo paiGaam-e-vafaa mere baad
Mukhtar Ashiqi Jaunpuri
Ghazal
Natiq Gulavthi
Qita
vo maz.hab-e-mardaan-e-KHud-aagaah-o-KHudaa-mast
ye maz.hab-e-mullaa-o-jamaadaat-o-nabaataat
Allama Iqbal
Ghazal
mai-kade ko chho.D ka.abe jaa 'riyaaz'
Gaflat ai mard-e-KHudaa achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
darvesh-e-KHudaa-mast na sharqii hai na Garbii
ghar meraa na dillii na safaahaa.n na samarqand
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
vo mard-e-KHudaa ham me.n na.ii ruuh to bhar de
vo ruuh ki maujuud na maa'duum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
teraa jalaal o jamaal mard-e-KHudaa kii daliil
vo bhii jaliil o jamiil tuu bhii jaliil o jamiil
Allama Iqbal
Ghazal
'ravaa.n' tuu kahaa.n aur kahaa.n dard-e-ishq
tujhe kyaa ye mard-e-KHudaa ho gayaa