SEARCH RESULTS
Showing search results for "mard-e-khudaa-mast"
Ghazal MATCHES FOR "mard-e-khudaa-mast"
Ghazal
us mard-e-KHudaa-mast kii kyaa baat hai 'akbar'
jis ko na rahaa kuchh bhii bajuz yaad-e-KHudaa yaad
Jalaluddin Akbar
Ghazal
ai mard-e-KHudaa ho tuu parastaar butaa.n kaa
maz.hab me.n mire kufr hai inkaar butaa.n kaa
Taban Abdul Hai
Ghazal
hogaa aisaa bhii ko.ii mard-e-KHudaa mere baad
degaa duniyaa ko jo paiGaam-e-vafaa mere baad
Mukhtar Ashiqi Jaunpuri
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
mai-kade ko chho.D ka.abe jaa 'riyaaz'
Gaflat ai mard-e-KHudaa achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
darvesh-e-KHudaa-mast na sharqii hai na Garbii
ghar meraa na dillii na safaahaa.n na samarqand
Allama Iqbal
Ghazal
'ravaa.n' tuu kahaa.n aur kahaa.n dard-e-ishq
tujhe kyaa ye mard-e-KHudaa ho gayaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
piir-e-muGaa.n se ham ko ko.ii bair to nahii.n
tho.Daa saa iKHtilaaf hai mard-e-KHudaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
paas 'saabir' kaa buto aaj na karnaa pa.Dtaa
duur rahte agar is mard-e-KHudaa se pahle
Fazal Husain Sabir
Ghazal
lamho.n me.n badal jaatii hai taqdiir-e-zamaana
is baat ko ai mard-e-KHudaa sochte rahnaa
Wasil Usmani
Ghazal
kyaa Dhuu.nDhte ho dahr me.n 'anvar' jamaal-e-dost
chande phiro chalo kisii mard-e-KHudaa ke saath
Anwar Dehlvi
Ghazal
ko.ii darvesh-e-KHudaa-mast abhii shahr me.n hai
naqsh baaqii hai abhii dasht kii viiraanii kaa
Rafiq Raaz
Ghazal
jab paate hai.n sar dhunte hii paate hai.n 'rasaa' ko
samjhaa.e kahaa.n tak ko.ii is mard-e-KHudaa ko
Rasa Rampuri
Ghazal
Rasa Rampuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai-e-a.nguur kii kartaa hai mazammat vaa.iz
is kii lazzat ko tuu ai mard-e-KHudaa kyaa jaane
Fazal Husain Sabir
Ghazal
zahr vaa.iz ke liye naam hai paimaane kaa
ye bhii kyaa mard-e-KHudaa chor hai mai-KHaane kaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
kisii ke kaam na aa.e jo farz adaa na kare
vo aur kuchh bhii ho mard-e-KHudaa nahii.n hotaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
mai-e-anguur kii kartaa hai mazammat vaa.iz
us kii lazzat ko tuu ai mard-e-KHudaa kyaa jaane