SEARCH RESULTS
Showing search results for "martaba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "martaba"
Ghazal
kyuu.n jaa rahii hai ruuTh ke ra.ngiinii-e-bahaar
jaa ek martaba use phir varGalaa ke laa
Abdul Hamid Adam
Sher
Unknown
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "martaba"
Quote
Mushtaq Ahmad Yusufi
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
vo KHvaab jo aasuudgii-e-martaba-o-jaah se
aaluudgii-e-gard-e-sar-e-raah se ma.asuum
Noon Meem Rashid
Ghazal
faanii hone se na ghabraa.iye 'faaris' ki hame.n
an-ginat martaba marnaa hai amar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
kaho to ham bhii chale.n 'faiz' ab nahii.n sar-e-daar
vo farq-e-martaba-e-KHaas-o-aam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Mazahiya
is martaba bhii aa.e hai.n number tire to kam
rusvaa.iyo.n kaa kyaa mirii daftar banegaa tuu
Popular Meeruthi
Ghazal
har martaba aataa hai mah-e-nau kii tarah tuu
is baar zaraa merii shab-e-Gam kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
'hasrat' bahut hai martaba-e-aashiqii buland
tujh ko to muft logo.n ne mash.huur kar diyaa
Hasrat Mohani
Mazahiya
ba.Dhii jo baat to phir mai.n ne us ko samjhaayaa
adab me.n hazrat-e-Gaalib kaa martaba kyaa hai
Dilawar Figar
Ghazal
kahte to ho tum sab ki but-e-Gaaliyaa-muu aa.e
yak martaba ghabraa ke kaho ko.ii ki vo aa.e
Mirza Ghalib
Nazm
intizar
jab mile the tum se pahlii martaba
ye lagaa jaise ki sab kuchh paa liyaa
Abhishek Kumar Amber
Ghazal
vo mast KHvaab chashm hai ko.ii balaa-e-bad
kyaa martaba hai fitna-e-bedaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kabhii ha.nse kabhii aahe.n bharii.n kabhii ro.e
ba-qadr-e-martaba har Gam kaa ehtiraam kiyaa














