SEARCH RESULTS
Showing search results for "masaafat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masaafat"
Ghazal
vo aaj bhii sadiyo.n kii masaafat pe kha.Daa hai
Dhuu.nDaa thaa jise vaqt kii diivaar giraa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHeme na ko.ii mere musaafir ke jalaa.e
zaKHmii thaa bahut paa.nv masaafat bhii bahut thii
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "masaafat"
Ghazal
be-naam masaafat hii muqaddar hai to kyaa Gam
manzil kaa ta'ayyun kabhii hotaa hai safar se
Parveen Shakir
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n ke baa'd bhed khulaa
havaa dukhii hai charaaGo.n kii aabruu kar ke
Mohsin Naqvi
Sher
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
aasuudgaan-e-manzil-e-lailaa udaas hai.n
achchhe rahe, na tai ye masaafat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
bas ek shab kii masaafat thii aur ab tak hai
mah o nujuum kaa saaraa Gubaar aa.nkho.n me.n



