SEARCH RESULTS
Showing search results for "masdar-e-mutlaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masdar-e-mutlaq"
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
tafta-dil soKHta-jaa.n chaak-jigar KHaak-basar
kyaa kahe.n masdar-e-sad-guuna-balaa ham hii hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Naat
maa'nii-e-suura-e-rahmaa.n hai.n rasuul-e-'arabii
masdar-e-taabish-e-burhaa.n hai.n rasuul-e-'arabii
Zauqi Muzaffar Nagari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "masdar-e-mutlaq"
Ghazal
jamaal-e-shaahid-e-mutlaq se jis ko matlab hai
vo dil sa.iid nazar as.ad aarzuu mas.uud
Nooh Narvi
Sher
shaahid-e-hastii-e-mutlaq kii kamar hai aalam
log kahte hai.n ki hai par hame.n manzuur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
faroG-e-hastii-e-mutlaq hai jalva-e-pindaar
hijaab-e-hastii-e-mauhuum darmiyaa.n me.n nahii.n
Sahir Dehlavi
Ghazal
masdar-e-ishq kii gardaan mukammal kar ke
jaa rahe hai.n tirii pahchaan mukammal kar ke
Nomaan Shauque
Ghazal
phirtaa hai hasiino.n se bahut aa.nkhe.n la.Daataa
Dartaa huu.n na dil masdar-e-aafaat kahii.n ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Nazm
kar-e-abas
magar qaadir-e-mutlaq ai KHudaa-e-vaahid
us vaqt bhii tuu jaag rahaa hotaa hai
Nastaran Ahsan Fatihi
Ghazal
nashist-e-KHaak se uTThaa nahii.n kabhii 'ehsaas'
vo uTh ke masdar-e-ruuhaaniyat se aa.ii nahii.n