SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashq-e-tasavvur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mashq-e-tasavvur"
Ghazal
junuu.n me.n mashq-e-tasavvur ba.Dhaa rahaa huu.n mai.n
vo paas aa.e to ab duur jaa rahaa huu.n mai.n
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
vo jis se shahr-e-'tasavvur' me.n raushnii hotii
sitaara aisaa ko.ii aasmaa.n me.n thaa hii nahii.n
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
itnii hai mashq-e-tasavvur intizaar-e-qatl me.n
mardumak hai aa.nkh me.n jauhar tirii shamshiir kaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
tamaam umr 'tasavvur' ridaa-e-baKHt-e-siyaah
mashaqqato.n ke lahuu se ujaalte guzrii
Yaqoob Tasawwur
MORE MATCHES FOR "mashq-e-tasavvur"
Ghazal
bataa rahe hai.n 'tasavvur' ye shahr ke haalaat
kisii kii pusht pe dast-e-yaziid rakkhaa hai
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
kyaa ajab tasavvur hai ham talab ke maaro.n kaa
hiddat-e-tamannaa se aasmaa.n pighal jaa.e
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
namaaz-e-shab kaa sajda huu.n 'tasavvur'
azaan-e-sub.h kii takbiir huu.n mai.n
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
ham apnii mashq-e-tasavvur kii dast-giirii se
naqaab ruKH se kisii ke uThaa.e jaate hai.n
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
ab dil kii laaj mashq-e-tasavvur ke haath hai
shiisha me.n us parii ko chalaa hai utaarne
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
band aa.nkho.n se na kar mashq-e-tasavvur din-raat
ki hamesha ke liye jaan mai.n teraa ho jaa.uu.n