SEARCH RESULTS
Showing search results for "masruufiyat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masruufiyat"
Ghazal
masruufiyat ziyaada nahii.n hai mirii yahaa.n
miTTii se ik charaaG banaanaa hai aur bas
Saleem Kausar
Ghazal
mire KHudaa yahii masruufiyat bahut hai mujhe
tire charaaG jalaataa bujhaataa rahtaa huu.n
Asad Badayuni
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mai.n fursat tuu mirii masruufiyat hai
merii taqriir me.n tere qasiide
Chandra Shekhar Varma
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "masruufiyat"
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Sher
ko.ii masruufiyat hogii vagarna maslahat hogii
na is paimaa.n-faraamoshii se us ko bevafaa kahnaa
Sabiha Saba
Sher
ab ke masruufiyat-e-ishq bahut hai ham ko
tum chale jaa.o to fursat se guzaara kar le.n
Vipul Kumar
Ghazal
ai mirii masruufiyat mujh ko zaruurat hai tirii
ik puraane Gam kaa sar phir se kuchalnaa hai mujhe
Swapnil Tiwari
Ghazal
ko.ii masruufiyat hogii vagarna maslahat hogii
na is paimaa.n-faraamoshii se us ko bevafaa kahnaa