SEARCH RESULTS
Showing search results for "masruufiyat"
Ghazal MATCHES FOR "masruufiyat"
Ghazal
masruufiyat ziyaada nahii.n hai mirii yahaa.n
miTTii se ik charaaG banaanaa hai aur bas
Saleem Kausar
Ghazal
mire KHudaa yahii masruufiyat bahut hai mujhe
tire charaaG jalaataa bujhaataa rahtaa huu.n
Asad Badayuni
Ghazal
masruufiyat usii kii hai fursat usii kii hai
is sarzamiin-e-dil pe hukuumat usii kii hai
Rehana Roohi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ai mirii masruufiyat mujh ko zaruurat hai tirii
ik puraane Gam kaa sar phir se kuchalnaa hai mujhe
Swapnil Tiwari
Ghazal
ko.ii masruufiyat hogii vagarna maslahat hogii
na is paimaa.n-faraamoshii se us ko bevafaa kahnaa
Sabiha Saba
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
likkho kabhii ki mujh ko tum yaad kar rahe ho
masruufiyat ke lamhe bhii mujh pe vaarte ho
Diya Jeem
Ghazal
masruufiyat kaa mujh pe yuu.n hamla hu.aa ki ab
KHud apne aap ko bhii mayassar nahii.n huu.n mai.n
Hijr Moumin
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
har ek lamha huu.n mai.n KHud-kushii pe aamaada
kisii tarah mujhe masruufiyat sa.nbhaaltii hai
Aqib Sabir
Ghazal
masruufiyat me.n aaj bhii guzraa tamaam din
rahnaa pa.Daa hujuum me.n tanhaa tamaam din
Ahmad Adil
Ghazal
mai.n der se ek dar pe KHaalii kha.Daa hu.aa huu.n
kisii kii masruufiyat me.n vaqfa nikaalnaa hai