SEARCH RESULTS
Showing search results for "matlaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "matlaa"
Nazm
kisan
jis kii taabish me.n daraKHshaanii hilaal-e-iid kii
KHaak ke maayuus matl.a par kiran ummiid kii
Josh Malihabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
Thahraa.e.nge un labo.n ko matlaa
jaanaa.n ke liye suKHan kahe.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
yahii kanaar-e-falak kaa siyah-tarii.n gosha
yahii hai matla-e-maah-e-tamaam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "matlaa"
Ghazal
KHudaa ne chaahaa to sab intizaam kar de.nge
Gazal pe aa.e to matla' me.n kaam kar de.nge
Shuja Khaavar
Sher
vo maathe kaa matla' ho ki ho.nTho.n ke do misre
bachpan se Gazal hii mirii mahbuuba rahii hai
Bashir Badr
Ghazal
ye matl.a 'asad' jauhar-e-afsuun-e-suKHan ho
gar arz-e-tapaak-e-jigar-e-soKHta chaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nigaahe.n matl.a-e-nau par hai.n ek aalam kii
ki mil rahaa hai kisii phuuTtii kiran kaa suraaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa
na sahii baab-e-qafas rauzan-e-zindaa.n to khulaa
Majrooh Sultanpuri
Nazm
bhaarat ke musalman
daanish-kada-e-dahr kii ai sham-e-farozaa.n
ai matla-e-tahziib ke KHurshiid-e-daraKHshaa.n
Jagan Nath Azad
Qita
Akbar Allahabadi
Mazahiya
baa-tarannum ham ne bas matl.a pa.Dhaa thaa bazm me.n
log jo aa.e abhii the vo bhii ghar jaane lage
Masroor Shahjahanpuri
Ghazal
bas kar de ab kab se matla' Dhuu.nD rahaa hai
kyaa ko.ii tiisraa chauthaa misra' Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
ai aaftaab-e-jalva-e-jaanaa.n buland ho
khoyaa hu.aa hai matla-e-duniyaa tire liye





