SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauj-e-karam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mauj-e-karam"
Sher
ye kaisii mauj-e-karam thii nigaah-e-saaqii me.n
ki us ke baa'd se tuufaan-e-tishnagii kam hai
Shahid Siddiqui
Ghazal
Karam Haidari
Ghazal
baKHshaa hai apne husn kaa partav mujhe 'karam'
fitrat ke har jamiil-o-hasii.n shaahkaar ne
Karam Haidari
BOOKS MATCHES FOR "mauj-e-karam"
MORE MATCHES FOR "mauj-e-karam"
Ghazal
charaaG-e-raah-e-mohabbat thii KHaak-e-ahl-e-vafaa
qadam qadam pe 'karam' raushnii nazar aa.ii
Karam Haidari
Ghazal
baiThaa hai 'mauj' bazm me.n is kaa bhii kar KHayaal
pahluu me.n tere dard-e-mohabbat liye hu.e
Mauj Rampuri
Ghazal
hai is ko faqat apnii hii azraa kaa junuu.n
ye 'mauj' bhii ai dosto vaamiq niklaa
Mauj Rampuri
Ghazal
is tarah vo nigaah-e-karam aaj kar ga.e
dil ko suruur-e-baada-e-ulfat se bhar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
maujzan rahtaa thaa tuufaan-e-uKHuuvat ai 'mauj'
dil me.n tuufaan mohabbat kaa basaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
afkaar-e-zamaana kabhii afkaar-e-mohabbat
hai zindagii tho.Dii sii magar kaam bahut hai
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ai 'mauj' balaa-KHez hai dariyaa-e-mohabbat
tuufaan kaa aalam hai jidhar dekh rahaa huu.n