SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazaaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mazaaq"
Nazm
shikwa
qaum-e-aavaara inaa.n-taab hai phir suu-e-hijaaz
le u.Daa bulbul-e-be-par ko mazaaq-e-parvaaz
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
ik shahanshaah ne daulat kaa sahaaraa le kar
ham Gariibo.n kii mohabbat kaa u.Daayaa hai mazaaq
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tujh ko KHabar nahii.n ki tiraa karb dekh kar
aksar tiraa mazaaq u.Daataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mazaaq"
Ghazal
ye baat 'jaun' tumhaarii mazaaq hai ki nahii.n
ki jo bhii ho use tum aazmaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
vo paas kyaa zaraa saa muskuraa ke baiTh gayaa
mai.n is mazaaq ko dil se lagaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
sab ne milaa.e haath yahaa.n tiirgii ke saath
kitnaa ba.Daa mazaaq hu.aa raushnii ke saath
Waseem Barelvi
Nazm
safar ke waqt
ho tum suKHan kii anaa aur tamkanat jaanam
mazaaq kaa kisii 'inshaa' ko tum se yaaraa na ho



